SALAM,
hiya,
holla!
yaar yahan sab ko dost hona chahye, aur especially muslims ko, laikin hum muslims hain ke aik dosre ki taang khenchte hain. pata nahi ye shytan kab humari jaan chore ga. laikin yaar galti humari bhi hai, hum namaazein parhein aur Allah ko yaad karte rehein to shytan ki itni majaal na ho ke aur humse bure kaam karwae, aur anp muslim behan, baiyoin se hum ko door rake. sochne wali baat hai...
ESHA IRFAN