Asslaam-o-Alaikum All Muslims.Sub ko mare taraf say Salaam.Sub Muslim say guzarish hai keh wo khush raha karain aik dusray say fight na karain achay dostoon ke tarha rahain aur sub Muslim Nemaz 5 time zaroor ada kia karaon jo Muslim 5 time nemaz ada karta hai Allah pak usay zaroor jannat main pohnchain gay jo nemaz ada nahin karta Allah pak usa say naraz ho jatay hain Aur Rasool pak SAW bhi naraz ho jatay hain tamam Muslim 5 time nemaz zaroor ada kia karain.ok Allah Hafiz Muhammad Hamid